Friday, February 25, 2011

Ada hai hamari satane ki

Apne kya socha paigam nahi ayega,
socha k ye dost bhul jayega,
ye tho ada hai hamari satane ki
varna itna pyara dost kaun khona chahega.


0 comments:

Post a Comment