Wednesday, December 29, 2010

Mobile Nu Road te rakh k

Tusi Enj Kro.

Mobile off kro,

Battry kad lo

Sim v kad lo

Mobile Nu Road te rakh k uton

IT mar do

jadon tusi msg e nai krna te is

Kanjar da ki faida.

santa: jadon meri navi navi shadi ho

santa: jadon meri navi navi shadi hoi
menu meri biwi ini sohni lagdi c k
dil karda c kha hi jawan.
Friend: aur ab???

Santa: kha hi jaanda te changa c

Moja Karo Ludian pao

Moja Karo Ludian pao

Dhamalan pao Shurlian chlao.

Rola Pao Abbu nu Dasso

Ammi nu Dasso Khushi manao

K tawanu v kisi SONEY bandy

Ne sms kita Aa.

Yaar tan zindGi diyan rahan hunde ne

Yaar tan zindGi diyan rahan hunde ne,

eh tan sajiyan-khabiya bahvan hunde ne.

das bhala kdi koi bhulya hai saah laina,

te yaar tan vasde hi vich sahan hunde ne

Santa: oye banta machli khayega?

 Santa: oye banta machli khayega?
Banta:nahi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen k kha lena.

Mitha intzaar te intzaar nalon yaar mitha

Mitha intzaar te intzaar nalon yaar mitha,
Mitha yaar te yaar nalon pyar mitha,
Mitha pyar te pyar nalon mithi saadi yaari,
ehsaas ton mitha kuch nahin milna lab ke duniya saari.....

har ik dua ch rab to tuadi khushi mangi a

har ik dua ch rab to tuadi khushi mangi a
tuhade waste tariya to roshni mangi a,
na hove jis zindagi vich koi v dukh,
rab to tuhade lai oh zindagi mangi a

Arz Kia Hai

Arz Kia Hai,
Main MAJJH Wechi Me GAAN Wechi....

Wah Wah Wah

Main MAJJH Wechi Me Gaan Wechi,

Meri Appni C Mein Taan Wechi... ;->

Aj bahut dino baad kitab kholi toh kayi Raaz pata chale jaise ki

Aj bahut dino baad kitab kholi toh kayi Raaz pata chale jaise ki...

Aa ni aunda.
Aa vi ni aunda
Aa tan pehli var padya.
Aa vi syllabus vich hai?

Doha guttan te gulabi ful tange-tange

Doha guttan te gulabi ful tange-tange,
Asi GURDUARE jano nahio sange-sange,
Langar ch bathian sanu tera khyal aa gya,
Asi rokya bathera dub janyie ni Baba sanu dal pa gya.

Padan likhan di ki lodh punjabian nu

Padan likhan di ki lodh punjabian nu
punjabi vaise hi hushiar hunde
botal sharab di master kol de k jande
number ape 6 to 66 hunde.

Ehsaas Ke Jungle Mein Bhatakta..(एहसास के जंगल में भटकता..)

************************************
एक बार मिल कर झुकती जो नज़र,
फूलों सा खिलता मेरा मन !

एक बार छु लेते सपनों को,
चाँदनी सा निखरता मेरा मन !

एहसास के जंगल में भटकता,
कितना अकेला है मेरा मन !

उठा लायी कागज़ और कलम,
ख़त लिखने को उतावला मेरा मन !

नाम तुम्हे क्या दूं मै,
जाने कब से सोचता मेरा मन !

आज भी तुमको कुछ ना लिख पायी,
अधूरापन बस अर्पित करता मेरा मन !!
************************************
************************************
Ek Baar Mil Kar Jhukti Jo Nazar,
Phoolon Sa Khilta Mera Mann..

Ek Baar Choo Lete Sapnon Ko,
Chandni Sa Nikharta Mera Mann..

Ehsaas Ke Jungle Mein Bhatakta,
Kitna Akela Hai Mera Mann..

Utha Laayi Kagaz Aur Kalam,
Khat Likhne Ko Utawala Mera Mann..

Naam Tumhe Kya Doon Mai,
Jaane Kab Se Sochta Mera Mann..

Aaj Bhi Tumko Kuch Na Likh Paayi,
Adhurapan Bas Arpit Karta Mera Mann..
************************************

Har Lamha Kuch Khaas Hai..(हर लम्हा कुछ ख़ास है)

************************************
हर लम्हा है दर्द भरा,
हर लम्हा कुछ ख़ास है !

हर लम्हे में है याद तेरी,
हर लम्हे में एहसास है !

लम्हों में गम ना होना,
लम्हों में जज़्बात है !

हर लम्हा है दर्द भरा,
हर लम्हा कुछ ख़ास है !!
************************************
************************************
Har Lamha Hai Dard Bhara,
Har Lamha Kuch Khaas Hai..

Har Lamhe Mein Hai Yaad Teri,
Har Lamhe Mein Ehsaas Hai..

Lamho Mein Gum Na Hona,
Lamho Mein Jazbaat Hai..

Har Lama Hai Dard Bhara,
Har Lamha Kuch Khaas Hai
************************************

Pathjhar Bhi Hansne Lage Mujh Par..(पतझड़ भी हँसने लगे मुझ पर..)

************************************
ऐतबार टूटे सबका, पर किसी को इंतजार ना मिले,
मेरे सिवा ऐसा ना हो कोई जिसे उसका प्यार ना मिले !

सहरा में गया तो पतझड़ भी हँसने लगे मुझ पर,
मोहब्बत में ऐसा किसी को जहान ना मिले !

अपना दर्द तो अपने सीने में छुपा लिया मैंने,
मुझे दिया ऐसा किसी दुश्मन को भी यार ना मिले !!
************************************
************************************
Aitbaar Tute Sabka, Par Kisi Ko Intjaar Na Mile,
Mere Siva Aisa Na Ho Koi Jise Uska Pyar Na Mile..

Sehra Mein Gaya To Pathjhar Bhi Hansne Lage Mujh Par..
Mohabbat Mein Aisa Kisi Ko Jahan Na Mile,

Apna Dard To Apne Seene Mein Chhupa Liya Maine,
Mujhe Diya Aisa Kisi Dusmaan Ko Bhi Yaar Na Mile..
************************************

Woh Hai Ek Gulaab Ki Tarah..(वो है एक गुलाब की तरह..)

************************************
वो है एक गुलाब की तरह,
ह्रदय है कोमल पंखुड़ियों की तरह !

मुस्कुराता है काँटों में रह कर,
अपनाया है काँटों को भी अपनों की तरह !

उपवन में जब अकेला खिल-खिलाता है,
लगता है मासूम, शायर की कल्पना की तरह !

सुर्ख लबों से जब कोई गीत गुन-गुनाता है,
लगता है सरगम के रूप की तरह !

आँखों में उसकी कुछ इस तरह तेज़ है,
लगता है सुबह की पहली किरण की तरह !

पलकों से जब मुझे वो सराहता है,
लगता है खुशियों से भरे आँगन की तरह !

जब होले से वो मुस्कुराया करता है,
लगता है बच्चों की मासूमियत की तरह !

आँखें मूंदे जब नज़र आता है,
मन करता है देखती रहूँ उसे पागल की तरह !!
************************************
************************************
Woh Hai Ek Gulaab Ki Tarah,
Hridey Hai Komal Pankhudiyon Ki Tarah..

Muskurata Hai Kaanton Mein Reh Kar,
Apnaya Hai Kaanton Ko Bhi Apno Ki Tarah..

Upvan Mein Jab Akela Khil-Khilata Hai,
Lagta Hai Maasoom, Shaayar Ki Kalpana Ki Tarah..

Surkh Labbon Se Jab Koi Geet Gun-Gunata Hai,
Lagta Hai Sargam Ke Roop Ki Tarah..

Aankhon Mein Uski Kuch Is Tarah Tez Hai,
Lagta Hai Subah Ki Pehli Kiran Ki Tarah..

Palkon Se Jab Mujhe Woh Saraahata Hai,
Lagta Hai Khushiyon Se Bhare Aangan Ki Tarah..

Jab Holey Se Woh Muskuraaya Karta Hai,
Lagta Hai Bacchon Ki Maasumiyat Ki Tarah..

Aankhein Munde Jab Nazar Aata Hai,
Mann Karta Hai Dekhti Rahu Ushe Paagal Ki Tarah..
************************************

Zindgi Kya Hai Mat Poocho..(जिंदगी क्या है मत पूछो..)

************************************
ये जिंदगी एक अभिलाषा है,
क्या गज़ब इसकी परिभाषा है,
जिंदगी क्या है मत पूछो ए दोस्तों,
संवर गयी तो दुल्हन और बिखर गयी तो तमाशा है !!
************************************
************************************
Ye Zindgi Ek Abhilaasha Hai,
Kya Gazab Iski Paribhaasha Hai,
Zindgi Kya Hai Mat Poocho Eh Doston,
Sanwar Gayi To Dulhan Or Bikhar Gayi To Tamaasha Hai..
************************************

Hum Rishte Nibhate Hain..(हम रिश्ते निभाते है..)

************************************
हम वो नहीं जो दिल तोड़ देंगे,
थाम के हाथ तनहा छोड़ देंगे,
हम रिश्ते निभाते है मछली और पानी की तरह,
बिछुड़ने पर हम दम तोड़ देंगे !!
************************************
************************************
Hum Wo Nahi Jo Dil Tod Denge,
Thaam Ke Haath Tanha Chhod Denge,
Hum Rishte Nibhate Hain Machli Or Paani Ki Tarah,
Bicchudane Par Hum Dum Tod Denge..
************************************

Har Ek Saans Pe Tera Khayal..(हर एक साँस पे तेरा ख्याल..)

************************************
हर एक साँस पे तेरा ख्याल रहता है,
मेरी नज़्मों में तेरा सवाल रहता है,
तू एक बार मेरी यादों से गुजर कर देख,
तेरे बिना मेरा क्या हाल रहता है !!
************************************
************************************
Har Ek Saans Pe Tera Khayal Rehta Hai,
Meri Nazmon Mein Tera Sawaal Rehta Hai,
Tu Ek Baar Meri Yaadon Se Gujar Kar Dekh,
Tere Bina Mera Kya Haal Rehta Hai..
************************************

Aakhri Lagti Hai Har Shaam..(आखिरी लगती है हर शाम..)

************************************
तब तो कीमत थी मोहब्बत के उसूलों की,
अब तो दुनिया है खड़ी बुनियाद पे दौलत की !

दवा-ए-गम तो पी के लौट आई हूँ मगर,
कभी पीते थे हम दो घूँट मोहब्बत की !

मान लूँगी कि खुदा भी है मौजूद यहाँ,
कहीं मिल जाए मुझे दुनिया वो शराफत की !

अब तो दिन भी है डूबते हुए सूरज की तरह,
आखिरी लगती है हर शाम क़यामत की !!
************************************
************************************
Tab To Keemat Thi Mohabbat Ke Usulon Ki,
Ab To Duniya Hai Khadi Buniyaad Pe Daulat Ki..

Dava-E-Gham To Pee Ke Laut Aayi Hun Magar,
Kabhi Peete The Hum Do Ghoont Mohabbat Ki..

Maan Lungi Ki Khuda Bhi Hai Moujud Yahan,
Kahin Mil Jaaye Mujhe Duniya Vo Sharafat Ki..

Ab To Din Bhi Hai, Doobte Hue Suraj Ki Tarah,
Aakhri Lagti Hai Har Shaam Kayamat Ki..
************************************

Tumhare Dil Mein Rehte Nahi..(तुम्हारे दिल में रहते नहीं..)

************************************
तुमको जानते नहीं, पर चाहते हैं हम,
दिन भर खोजते नहीं, पर सोचते हैं हम,
तुम्हारे दिल में रहते नहीं, पर तुम्हारे हैं हम,
तुमको शायद पायेंगे नहीं, पर अपनाएगे हम !!
************************************
************************************
Tumko Jaante Nahi, Par Chaahte Hain Hum,
Din Bhar Khojte Nahi, Par Sochte Hain Hum,
Tumhare Dil Mein Rehte Nahi, Par Tumhare Hain Hum,
Tumko Shayad Paayenge Nahi, Par Apnayenge Hum..
************************************

Agar Mile Tumko Kahin To..(अगर मिले तुमको कहीं तो..)

************************************
मेरे हाथों से गिर गयी लकीरें कहीं,
भूल आये हम अपनी तकदीरें कहीं,
अगर मिले तुमको कहीं तो उठा लेना,
मेरे हिस्से की हर ख़ुशी अपने हाथों पे सजा लेना !!
************************************
************************************
Mere Haathon Se Gir Gayi Lakeeren Kahin,
Bhool Aaye Hum Apni Takdeeren Kahin,
Agar Mile Tumko Kahin To Utha Lena,
Mere Hisse Ki Har Khushi Apne Haathon Pe Saja Lena..
************************************

Na Tum Aaye Na Paigaam..(ना तुम आये, ना पैगाम..)

************************************
सुबह आई, शाम आई, रातें भी आती रहीं,
ना तुम आये, ना पैगाम तुम्हारा, बस याद तुम्हारी सताती रही !!
************************************
************************************
Subah Aayi, Shaam Aayi, Raatein Bhi Aati Rahi,
Na Tum Aaye Na Paigaam Tumhara, Bas Yaad Tumhari Sataati Rahi..
************************************

Dil Ko Shishe Ke Jharokhon Mein Saja Liya..(दिल को शीशे के झरोंखों में सजा लिया..)

************************************
रेत पर लिख के आपका नाम मिटा दिया हमने,
दिल तो आँसू बहाता रहा, फिर भी प्यार छुपा लिया हमने !

इस बेरुखी दुनिया में कोई मसीहा ना मिला,
इसलिए प्यार के जख्म की अमानत को गले लगा लिया हमने !

शहर-ए-एहसास में पथराव बहुत थे,
फिर भी दिल को शीशे के झरोंखों में सजा लिया हमने !!
************************************
************************************
Ret Par Likh Ke Aapka Naam Mita Diya Humne,
Dil To Aansu Bahata Raha, Fir Bhi Pyar Chhupa Liya Humne..

Is Berukhi Duniya Mein Koi Masiha Na Mila,
Isliye Pyar Ke Jakham Ki Amaanat Ko Gale Laga Liya Humne..

Shahar-E-Ehsaas Mein Pathraav Bahut The,
Fir Bhi Dil Ko Shishe Ke Jharokhon Mein Saja Liya Humne..
************************************

Kahan Chal Diye Chhod Kar..(कहाँ चल दिए छोड़ कर..)

************************************
मत मिलो मुझसे इन पर्वतों की ऊँचाइयों में,
सुना है तारे भी कभी फलक से गिरा करते हैं !

कहाँ चल दिए छोड़ कर ये मयखाने की दीवारें,
सुना है खुदा-परस्त भी यहाँ छुप छुप के मिला करते हैं !

यूँ न डूबो इन सागर की गहराइयों में,
कि जीने वाले तो ग़मों के सहारे भी रहा करते हैं !

एक बार रुक कर, मुड कर तो देखो इस तरफ,
हम भी देखें, वफाओं के फकीर, कब तक अकेले चला करते हैं !!
************************************
************************************
Mat Milo Mujhse In Parbbaton Ki Oonchaiyon Mein,
Suna Hai Taarey Bhi Kabhi Falak Se Toot Kar Gira Karte Hain..

Kahan Chal Diye Chhod Kar Yeh Maikhaney Ki Diwaarein,
Suna Hai Khuda-Parast Bhi Yahan Chhup Chhup Ke Mila Karte Hain..

Yun Na Dubo In Sagar Ki Gehrayion Mein,
Ke Jeene Wale To Gammon Ke Sahare Bhi Raha Karte Hain..

Ek Baar Ruk Kar, Mudd Kar To Dekho Is Taraf,
Hum Bhi Dekhein, Wafaaon Ke Fakir, Kab Tak Akele Chala Karte Hain..
************************************

Badi Aarzoo Hai Seene Mein..(बड़ी आरज़ू है सीने में..)

************************************
लबों पे बुलबुल के तराना आ जाए,
बहारों का फिर वो ज़माना आ जाए,
बड़ी आरज़ू है सीने में,
इक पल के लिए मेरा दीवाना आ जाए !!
************************************
************************************
Labon Pe Bulbul Ke Taraana Aa Jaaye,
Bahaaron Ka Fir Wo Zamaana Aa Jaaye,
Badi Aarzoo Hai Seene Mein,
Ik Pal Ke Liye Mera Deewaana Aa Jaaye..
************************************

Ye Kaisa Fitoor Hai Deewanepan Ka..(ये कैसा फितूर है दीवानेपन का..)

************************************
कागज़ की नाव पे सवार हो,
समंदर पार करना चाहते हैं,
ये कैसा फितूर है दीवानेपन का हम पे,
कि हम सिर्फ तुमपे मरना चाहते हैं !!
************************************
************************************
Kaagaz Ki Naav Pe Sawaar Ho,
Samandar Paar Karna Chahte Hain,
Ye Kaisa Fitoor Hai Deewanepan Ka Hum Pe,
Ki Hum Sirf Tumpe Marna Chahte Hain...
************************************

Aankhon Se Pata Chal Jata..(आँखों से पता चल जाता..)

************************************
अंदाज़ बहकने लगते हैं,
बातों में शरारत होती है,
आँखों से पता चल जाता हैं,
जिस दिल में मोहब्बत होती है !!
************************************
************************************
Andaaz Behakne Lagte Hain,
Baaton Mein Shararat Hoti Hain,
Aankhon Se Pata Chal Jata Hai,
Jis Dil Mein Mohabbat Hoti Hai..
************************************

Tere Yaar Ka Jalna Baki Hai..(तेरे यार का जलना बाकी है..)

************************************
वक़्त थोडा है पास मेरे,
पर बहुत कुछ अभी करना बाकी है !

वो ज़ख़्म जो अपनों ने दिए,
उन्हें अभी भरना बाकी है !

तेरी दोस्ती की आदत सी पड़ गयी है मुझे,
कुछ देर तेरे साथ चलना मेरा बाकी है !

कुछ पल के लिए शमशान छोड़ के कहीं मत जाना,
वरना रूह कहेगी , रुक जा, अभी तेरे यार का जलना बाकी है !!
************************************
************************************
Waqt Thoda Hai Pass Mere,
Par Bahut Kuch Abhi Karna Baki Hai..

Wo Zakhm Jo Apno Ne Diye,
Unhe Abhi Bharna Baki Hai..

Teri Dosti Ki Aadat Si Pad Gayi Hai Mujhe,
Kuch Der Tere Saath Chalna Mera Baki Hai..

Kuch Pal Ke Liye Shamshaan Chhod Ke Kahin Mat Jana,
Varna Ruh Kahegi, Ruk Ja, Abhi Tere Yaar Ka Jalna Baki Hai..
************************************

Kya Karein Uss Rab Se Gila..(क्या करें उस रब से गिला..)

*****************************************
तन्हाई जिंदगी में इतनी अगर ना होती,
जिंदगी मेरी भी खुशियों से भरी होती,
पर क्या करें उस रब से गिला,
उसके भी तो बस में हर बात नहीं होती !!
*****************************************
*****************************************
Tanhai Zindagi Mein Itni Agar Na Hoti,
Zindagi Meri Bhi Khushiyon Se Bhari Hoti,
Par Kya Karein Uss Rab Se Gila,
Uske Bhi Toh Bass Mein Har Baat Nahi Hoti..
*****************************************

Der Kar Di Aapne Jo Pyar Se Dekha..(देर कर दी आपने जो प्यार से देखा..)

**********************************************
तनहाइयों में है फिर कोई याद आने लगा,
मायूसियों का बादल हर तरफ छाने लगा,

जिन्दगी के रास्ते तो राह में ही खो गये,
ठोकरों पे ठोकरें, कोई राह भटकाने लगा,

देर कर दी आपने जो प्यार से  देखा उसे  ,
देखकर मंज़र को ही वो नज़रें चुराने लगा,

अपने गम से इस कदर वो परेशां हो गया,
आशियाँ पे अपने ही बिजली गिराने लगा !
**********************************************
**********************************************
Tanhaiyon Mein Hai Fir Koi Yaad Aane Laga,
Maayousion Ka Baadal Har Taraf Chaane Laga..

Zindagi Ke Raaste To Raah Mein Hi Kho Gaye,
Thokaron Pe Thokarein, Koi Raah Bhatkaane Laga..

Der Kar Di Aapne Jo Pyar Se Dekha Use,
Dekhkar Manjar Ko Hi Wo Nazarein Churaane Laga..

Apne Gham Se Is Kadar Wo Pareshaan Ho Gaya,
Aashiyan Pe Apne Hi Bijli Giraane Laga..
**********************************************

Keh To Dun Zamane Se Dastan..(कह तो दूँ ज़माने से दास्ताँ..)

****************************************
ज़िन्दगी है नादान इस लिए चुप हूँ,
दर्द ही दर्द ही सुबह शाम इस लिए चुप हूँ,
कह तो दूँ ज़माने से दास्ताँ अपनी,
लेकिन उसमे आएगा किसी का नाम इस लिए चुप हूँ !!
****************************************
****************************************
Zindagi Hai Nadan Is Liye Chup Hun,
Dard Hi Dard Hai Subha Sham Is Liye Chup Hun,
Keh To Dun Zamane Se Dastan Apni,
Lekin Usme Aayega Kisi Ka Naam Isliye Chup Hun..
****************************************

Jaroori To Nahi..(जरूरी तो नहीं..)

****************************************
जरूरी तो नहीं जब आँखें हों नम,
तभी हों दिल में ग़म,
जरूरी तो नहीं जब कहने को हो कम,
तभी हों दिल में ग़म !

जरूरी तो नहीं जब धड़कन जाये थम,
तभी हों दिल में ग़म,
जरूरी तो नहीं जब खून का हर कतरा जाए जम,
तभी हों दिल में ग़म !

जरूरी तो नहीं जब आपके प्यार में न हो दम,
तभी हों दिल में ग़म,
काश की उनके दिल में बस जाते हम,
तो आज मेरी ज़िन्दगी में भी खुशियाँ होती, ना की गम !!
****************************************
****************************************
Jaroori To Nahi Jab Aankhe Ho Num,
Tabhi Ho Dil Mein Gum,
Jaroori To Nahi Jab Kahne Ko Ho Kum,
Tabhi Ho Dil Mein Gum..

Jaroori To Nahi Jab Dharkan Jaye Thum,
Tabhi Ho Dil Mein Gum,
Jaroori To Nahi Jab Khoon Ka Har Katra Jaye Jum,
Tabhi Ho Dil Mein Gum..

Jaroori To Nahi Jab Apke Pyar Me Na Ho Dum,
Tabhi Ho Dil Mein Gum,
Kaash Ki Unke Dil Me Bas Jate Hum,
To Aaj Meri Jindagi Mein Bhi Khushiyan Hoti Na Ki Gum...

Kis Baat Pe Khafa Ho Batate Nahi..(किस बात पे खफा हो बताते नहीं..)

**********************************************
नाराज़ हो ऐसे के जताते नहीं हो तुम,
किस बात पे खफा हो बताते नहीं हो तुम !

मिलने पे भी नाराज़, ना मिलने पे खफा तुम,
खुद अपने दिल को भी समझाते नहीं हो तुम !

तुम दूर हो क्यों मुझसे बताओ मुझे सबब,
क्यों मुझसे खत्त में बात करते नहीं हो तुम !

मै हूँ नादान गर कोई खता मुझसे हो गयी,
क्या एहसास की जुबान को समझते नहीं हो तुम !

है प्यार तुमको तो करो दिल से इसे महसूस,
क्यों दिल की बात को जुबान पे लाते नहीं हो तुम !!
**********************************************
**********************************************
Naraaz Ho Aise Ke Jatate Nahi Ho Tum,
Kis Baat Pe Khafa Ho Batate Nahi Ho Tum..

Milne Pe Bhi Naaraj, Na Milne Pe Khafa Tum,
Khud Apne Dil Ko Bhi Samjhate Nahi Ho Tum..

Tum Door Ho Kyu Mujh Se Batao Mujhe Sabab,
Kyu Mujh Se Khatt Me Baat Kerte Nahi Ho Tum..

Main Hun Nadan Gar Koi Khata Mujh Se Ho Gayi,
Kya Ehsaas Ki Zubaan Ko Samajhte Nahi Ho Tum..

Hai Pyaar Tumko To Karo Dil Se Ise Mehsoos,
Kyu Dil Ki Baat Ko Zubaan Pe Late Nahi Ho Tum..
**********************************************

Sada Khushiyon Se Bhare Ho Tere Raaste..(सदा खुशियों से भरे हो तेरे रास्ते..)

**********************************************
खुदा से क्या माँगू तेरे वास्ते,
सदा खुशियों से भरे हो तेरे रास्ते,
हँसी तेरे चेहरे पे रहे इस तरह,
खुशबु फूल का साथ निभाती है जिस तरह !!
**********************************************
**********************************************
Khuda Se Kya Maangu Tere Vaaste,
Sada Khushiyon Se Bhare Ho Tere Raaste,
Hasi Tere Chehre Pe Rahe Is Tarah,
Khushbu Phool Ka Saath Nibhati Hai Jis Tarah..
**********************************************

Unke Jaane Ka Kuch Yoon Asar Hua Hai..(उनके जाने का कुछ यूँ असर हुआ है..)

**********************************************
ये उनकी जुदाई पल पल रुलाने लगी है मुझे,
तराने ग़म के ज़िन्दगी सुनाने लगी है मुझे !

वो तो अब शायद आयेंगे नहीं लौटकर कभी,
उनकी याद रोज आ के सताने लगी है मुझे !

जब से उम्मीदों के दीये बुझने लगे हैं दिल में,
ये तनहाई कुछ कुछ रास आने लगी है मुझे !

उनके जाने का कुछ यूँ असर हुआ है मुझपर,
हर सांस जैसे मौत के पास लाने लगी है मुझे !!
**********************************************
**********************************************
Ye Unki Judai Pal Pal Rulaane Lagi Hai Mujhe,
Taraane Gham Ke Zindagi Sunaane Lagi Hai Mujhe..

Wo To Ab Shayad Aayeinge Nahi Loutkar Kabhi,
Unki Yaad Roj Aa Ke Satane Lagi Hai Mujhe..

Jab Se Umeedon Ke Diyye Bhujhne Lage Hain Dil Mein,
Ye Tanhai Kuch Kuch Raas Aane Lagi Hai Mujhe..

Unke Jaane Ka Kuch Yoon Asar Hua Hai Mujhpar,
Har Saans Jaise Mout Ke Paas Laane Lagi Hai Mujhe..
**********************************************

Na Kijiye Humse Wafa Ki Baatein..(ना कीजिये हमसे वफ़ा की बातें..)

**********************************************
सपने सारे तोड़ के बैठे हैं,
दिल के अरमान छोड़ के बैठे हैं,
ना कीजिये हमसे वफ़ा की बातें,
अभी अभी दिल के टुकड़े जोड़ के बैठे हैं !!
**********************************************
**********************************************
Sapne Saare Tod Ke Baithe Hain,
Dil Ke Armaan Chhod Ke Baithe Hain,
Na Kijiye Humse Wafa Ki Baatein,
Abhi Abhi Dil Ke Tukde Jod Ke Baithe Hain..
**********************************************

Jispe Marta Hai Zamana Wo Ada..(जिसपे मरता है ज़माना वो अदा..)

**********************************************
हम भी देखें तेरी तरफ वफ़ा कौन सी है,
जिसपे मरता है ज़माना वो अदा कौन सी है,
या तो कर कत्ल मेरा, या लगा ले सीने से,
दोनों बातों में बता तेरी रज़ा कौन सी है !!
**********************************************
**********************************************
Hum Bhi Dekhe Teri Taraf Wafa Kon Si Hai,
Jispe Marta Hai Zamana Wo Ada Kon Si Hai,
Ya To Kar Katal Mera, Ya Laga Le Seene Se,
Dono Baaton Mein Bata Teri Raza Kon Si Hai..
**********************************************

Friday, December 24, 2010

Dil to dhadkata hai..(दिल तो धडकता है..)

**********************************
पाने को तुझे किये जतन बहुत पर,
क्या पता कौन सी मुश्किल आ रही है,
दिल तो धडकता है तेरे ही दम से,
पर तेरे बिना अब जान भी जा रही है !!
**********************************
**********************************
Paane ko tujhe kiye jatan bahut par,
Kya pata konsi mushkil aa rahi hai,
Dil to dhadkata hai tere hi dam se,
Par tere bina ab jaan bhi ja rahi hai..
**********************************

Jadon kismet ne v tera saath chaddta

Jadon kismet ne v tera saath chaddta,
Us roz v saath nibavange,
Kadi dil naal yaad karke vekhin,
Asin rabb kolo v vapis aavange

Tu hassen tan khirdi phulwari kise di

Tu hassen tan khirdi phulwari kise di,
Teri ik chup ne duniya ujari kise di,
A dost tu hasda vasda reh,
Tere hasan naal chaldi aa duniyadari kise di

Tenu yaad na kra tan bewafa aakhin


Tenu yaad na kra tan bewafa aakhin
Tu bulave na aawan tan bewafa aakhin
Menu maran layi kise talwar di lor nahi,
Bas nazran fer lawin
Ja na mar jawan tan bewafa akhin

HAR IK VASTE MANZOOR NA HO JAVIN

HAR IK VASTE MANZOOR NA HO JAVIN,
JO BOLEYA NA JAVE O DASTOOR NA HO JAVIN,
LAI NA DUBBE SARUR TENU MEHFIL DA,
AINA V MEHFILA WICH MASHOOR NA HO JAVIN,
THORA BAHUT RAKHIN TAKAZZA IS DOSTI DA,
WAPAS V NA AA SAKE ENA V DOOR NA HO JAVIN…

Kalam pharke ohde te kuch likhan lagga

Kalam pharke ohde te kuch likhan lagga,
das ohda bholapan likhan ya ohdi chaturai likhan,
Dona rahaan te ake mere hath ruk gaye,

das ohda pyar likhan ya ohdi judai likhan,
Hasse lut ke oh dilan de haal puucchdi, 

das ohdi majburi likhaan ya bewafaai likhan

Ishq da jisnu khwaab aa janda ae

Ishq da jisnu khwaab aa janda ae,
Waqt samjho khraab aa janda ae,
Mehboob aave ya na aave,
Par Taare ginan da hisaab aa janda ae!

AFEEM KHA MASTI MANA

AFEEM KHA MASTI MANA
DARU PEE BAKRE.. BULA
JARDE LA MOTION BANA
BHUKI KHA TE DHOLE.. GA
FANCY PEE 100 SALL JE

KITTE PA JAVE DUKH

KITTE PA JAVE DUKH,
KITTE PA JEMUSIBAT
YAARANDE NAL NE HAR VALE YAAR KHARDE,
YAAR HON NAAL TAN DARR KEHERI GAL DA,
YAAR HUNDE NE SARHANE PAI TALWAAR VARGE..

JINA BOTLAN DE DATT AKSE HUNDE

JINA BOTLAN DE DATT AKSE HUNDE,
DARU OHNU VICHON KADE DULDI NA.
JINA MITRAN NAAL GUHRA PYAR HUNDA
YAD OHNADE DILAN VICHON BHULDI NA.

SANU MATLAB NAHIN KISE RISHTE TON

SANU MATLAB NAHIN KISE RISHTE TON
SANU JAAN JAN TO WAADH PYARIAN EH YAARIAN NE
SAADE YAAR NE MODDE TANGI BANDOOK WARGE
JINAH DE SIRAN TE SADIYAN SARDAARIAN NE…

Sohniye tu Sohni vaang sohni ta badi ae

Sohniye tu Sohni vaang sohni ta badi ae,
par kade us vaang kache garre(matke) te vi tarri ae,
oh ta dariya wich dub marri yaar khatir,
saade layi das tu kade kande te vi khadi ae!!

Chad sajna ve saade dar cho langhna

Chad sajna ve saade dar cho langhna
ainve log den ge taane
jadd pyaar na saade karma ch likheya
fer kidha nibhange yaaraane

Massa massa si aayi maut

Massa massa si aayi maut
ik hor hii adchan pe gayi
oh kal milan da vaada kar gayi
saanu ummer(age) vdhaani pe gayi

Baah fadke rok lende

Baah fadke rok lende,
je chalda koi zor hunda
assi tere piche kyo rulde, 

je tere jeha koi hor hunda

Fer ki hoyeya je tu hatha te mehndi la layi

Fer ki hoyeya je tu hatha te mehndi la layi
Hun assi vi Sehra sajavange,
saanu pata si ki tu saadi kismat ch nahi,
hun teri choti bhen fasavange!!!

Tu kehnde pyaar na vishvaas da hai

Tu kehnde pyaar na vishvaas da hai
mohhabat na gama di laash da hai ,
mohabbat asal (reality) khatir tarasdi ae,
mohabbat na hi ik dharvas(fake assurence) da hai

Rabb kare tu sada hasdi rahe

Rabb kare tu sada hasdi rahe,
koi dukh tere nere vi na aave,
hor ki dua manga rabb to,
tenu sadi vi umar lag jaave!!!

Oh menu dekhi jaandi c

Oh menu dekhi jaandi c,
main ohnu vekhi jaanda c
Oh menu dekhi jaandi c,

main ohnu vekhi jaanda c
Na paper mainu aanda c,

na paper ohnu aanda c

Assi maut rok rakhi te tera intzaar kita

Assi maut rok rakhi te tera intzaar kita,
Sajna tere jhuthe laareya da aitbaar kita,
Assi jaan den lageya ek pal vi na layeya,
te tussi jaan len lageya vi nakhra hajaar kita!!

Teri gali whicho langaa ge jaan-jaan ke

Teri gali whicho langaa ge jaan-jaan ke,
saanu pata ae ki tu Thane report likhvayi hoyi ae,
jaa ke puch layi tu Thanedaar nu,
assi ohdi vi kudi fasayi hoyi ae!!!

Tussi Hasde ho sanu hasaan vaaste

Tussi Hasde ho sanu hasaan vaaste,
tussi rone ho saanu rovaan vaaste,
ek vaar rus ke ta vekho sohneyo,
Marr javange tuhanu manaan vaaste.

Padna-likhna chad pare

Padna-likhna chad pare,
Nakal te rakh aas,
chak Rajai te So jaa bhagta,
Rabb karuga paas!!!

Kudiyon wich koi Sassi Labda

Kudiyon wich koi Sassi Labda,
Koi Labda Heer,
Assi ta yaaro Sahiba Labni,

te kutne ohde Veer!!

mehboob ka naam

Ae kalam ruk ruk ke chal ek adab ka mukaam hai,
teri nok ke neeche mere mehboob ka naam hai.

khuda bhi diwana

Aap khubsurat hain itne,
ke har shakhs ki zuban par aap hi ka tarana hai,
hum nacheez to kahan kisi ke kaabil,
aur aapka to khuda bhi diwana hai.

Talash aapko yeh nazar bar bar karti hai…

Aapki judai bhi humein pyar karti hai.
Aapki yaad bahut bekrar karti hai.
Jaate jaate kahin bhi mulakat ho jaye aapse,
Talash aapko yeh nazar bar bar karti hai…

Always be there in my life sweetheart


My eyes are blind without your eyes to see,
Like a rose without color.
Always be there in my life sweetheart.

Merry Christmas


Christmas may be many things
or it may be a few.
For you, the joy
is each new toy;
for me;
it’s watching U.

Chritmas ka yeh pyara tyohaar

Chritmas ka yeh pyara tyohaar
jeevan mein laye khushiyan apaar,
santa clause aaye aapke dwar,
subhkamna hamari kare sweekar.
Merry Christmas………………..

Happy Christmas

Christmas ka yeh pyara tyohaar
jeevan mein laye khushiyan apaar,
santa claus aaye aapke dwar,
shubhkamna hamari karen sweekar.
Merry Christmas to u and ur entire parivaar!

Happy Christmas Morning



There’s nothing sadder
in this world
than to awake
Christmas morning
and not be a child.

“HAPPY X’MAS”



No Greeting Card To Give..
No Sweet Flowers To Send..
No Cute Graphics To Forward..
Just
A LOVING HEART
Saying
“HAPPY X’MAS”

Christmas Blessings…



Unless we make Christmas
an occasion to share our blessings,
all the snow in Alaska
won’t make it ‘white’.

A FRIEND…


A FRIEND…
Holds your hand when your scared.
Makes you smile when you’re down,
Hugs you when you need comfort,
And buys you gifts during CHRISTMAS!!

Jab beete hue lamhon

Jab beete hue lamhon se mulaaqat
hui. kucch toote hue sapno se baat hui.
yaad jo karne baithe un tamaam lamhon ko
, to aapki yaadon se shuruaat hui….

Woh hass kar

Woh hass kar mile hum
pyar samajh baithe. Bekaar hi
ulfat ka izhaar samajh beth,
Itni acchi toh nhi kismat humari,
fir kyon khud ko unki mohabbat
ka haqdar samajh baithe….

Luv n trust hav no limits

A boy saw his grlfrnd
sitting hands in hands wid another
boy

He came home n msgd his gf
“I saw ur duplicate in d coffee
shop 2day”
* Luv n trust hav no limits !

Baccho Ka Din




Baccho ka din, tohfon ka din
Santa aayega kuch tumhe deke jayega
Bhul na jana use shukriya kehna..
Yahi saadki ishu saa sikhayega!

Wednesday, December 22, 2010

Kya Pata Bhool Jao Aap Is Pyar Ko..(क्या पता भूल जाओ आप इस प्यार को..)

*********************************************
गुजर जायेंगे बिन आपके ये पल,
जिन्हें हम इंतज़ार और आप वक़्त कहते हैं,
क्या पता भूल जाओ आप इस प्यार को,
जिसे हम एक रिश्ता और आप एक लफ्ज़ कहते हैं !!
**********************************************
**********************************************
Gujar Jaayeinge Bin Aapke Ye Pal,
Jinhe Hum Intzaar Or Aap Waqt Kehte Hain,
Kya Pata Bhool Jao Aap Is Pyar Ko,
Jise Hum Ek Rishta Or Aap Ek Lafz Kehte Hain..
**********************************************

Jispe Marta Hai Zamana Wo Ada..(जिसपे मरता है ज़माना वो अदा..)

**********************************************
टूटा हुआ दिल किसी के काम नहीं आता,
बिछुड़े हुए लोगों का पैगाम नहीं आता,
तुम कभी न बिछुड़ना ए हमदम,
क्यूंकि दिल तोड़ने वालों में तुम्हारा नाम नहीं आता !!
**********************************************
**********************************************
Toota Hua Dil Kisi Ke Kaam Nahi Aata,
Bichude Hue Logon Ka Paigaam Nahi Aata,
Tum Kabhi Na Bichudna Eh Humdum,
Kyuki Dil Todne Walon Mein Tumhara Naam Nahi Aata..
**********************************************

Ye Jo Motee Barastein Hain Teri Yaad Mein..(ये जो मोती बरसतें है तेरी याद में..)

**********************************************
तुमने जब हर तरफ निगाह की होगी,
मेरे ही दर्द-ए-मोहब्बत ने सदा दी होगी,
ये जो मोती बरसतें है तेरी याद में अक्सर,
बादलों ने मेरी आँखों को दुआ दी होगी !!
**********************************************
**********************************************
Tumne Jab Har Taraf Nigah Ki Hogi,
Mere Hi Dard-E-Mohabbat Ne Sada Di Hogi,
Ye Jo Motee Barastein Hain Teri Yaad Mein Aksar,
Baadlon Ne Meri Aankhon Ko Dua Di Hogi..
**********************************************

Koi To Bana Leta Hai Ret Par Bhi Ghar..(कोई तो बना लेता है रेत पर भी घर..)

**********************************************
किसी का दर्द जब हद से गुजर जाता है,
समंदर का पानी आँखों में उतर आता है,
कोई तो बना लेता है रेत पर भी घर,
तो किसी का लहरों में सब कुछ बिखर जाता है !!
**********************************************
**********************************************
Kisi Ka Dard Jab Had Se Gujar Jaata Hai,
Samandar Ka Paani Aankhon Mein Utar Aata Hai,
Koi To Bana Leta Hai Ret Par Bhi Ghar,
To Kisi Ka Lehron Mein Sab Kuch Bikhar Jaata Hai..
**********************************************

Jal Kar Bujh Jaana Hi Meri Kismat..(जल कर बुझ जाना ही मेरी किस्मत..)

**********************************************
अपने होंठों पर सजा कर तुझे,
बस तेरे ही गीत गाना चाहती हूँ,
जल कर बुझ जाना ही मेरी किस्मत सही,
बस एक बार रोशन हो जाना चाहती हूँ !!
**********************************************
**********************************************
Apne Honthon Par Saja Kar Tujhe,
Bas Tere Hi Geet Gaana Chahti Hun,
Jal Kar Bujh Jaana Hi Meri Kismat Sahi,
Bas Ek Baar Roshan Ho Jaana Chahti Hun..
**********************************************

Kadam Ek Dar Par Thaharte Nahin..(कदम एक दर पर ठहरते नहीं..)

**********************************************
ना पागल हूँ मैं ना तनहा हूँ मैं,
ना आशिक कोई रुसवा हूँ मैं,
कदम एक दर पर ठहरते नहीं,
क्या करूँ हवा का झोंका हूँ मैं !!
**********************************************
**********************************************
Na Pagal Hun Main Na Tanha Hun Main,
Na Ashiq Koi Ruswa Hun Main,

Kadam Ek Dar Par Thaharte Nahin,
Kya Karu Hawa Ka Jhoka Hun Main...
**********************************************

Mera Vajood Kabhi Mukammal Na Hota..(मेरा वजूद कभी मुकम्मल न होता..)

**********************************************
अगर आपका अहसास मेरे दिल में न होता,
तो फिर मेरा वजूद कभी मुकम्मल न होता,

हम क्या हैं ये किसी को कभी पता न चलता,
गर तेरे नाम में मेरा नाम भी शामिल न होता,

चिरागे-मुहब्बत अगर हमने जलाये न होते,
तो कोई भी रास्ता अपनी मंजिल न होता,

लो हम भी हैं डूबे और अपनी कश्ती भी डूबी,
दरिया-ए-इश्क में कभी साहिल नही होता !
**********************************************
**********************************************
Agar Aapka Ehsaas Mere Dil Mein Na Hota,
To Fir Mera Vajood Kabhi Mukammal Na Hota..

Hum Kya Hain Ye Kisi Ko Kabhi Pata Na Chalta,
Gar Tere Naam Mein Mera Naam Bhi Shaamil Na Hota..

Chiraag-E-Mohabbat Agar Humne Jalaaye Na Hote,
To Koi Bhi Raasta Apni Manzil Na Hota..

Lo Hum Bhi Doobe Or Apni Kashti Bhi Doobi,
Dariya-E-Ishq Mein Kabhi Saahil Nahi Hota..

Kya Naam Dete Us Shakhs Ko Hum..(क्या नाम देते उस शख्स को हम..)

**********************************************
दगा को अगर दगा ना कहते,
जफ़ा को अगर जफ़ा ना कहते,
क्या नाम देते उस शख्स को हम,
बेवफा को अगर बेवफा ना कहते !!
**********************************************
**********************************************
Daga Ko Agar Daga Na Kahte,
Jafa Ko Agar Jafa Na Kahte,
Kya Naam Dete Us Shakhs Ko Hum,
Bewafa Ko Agar Bewafa Na Kahte...
**********************************************

eri Khawahish Thi Ki Main Teri Bahon Mein Rahun..(मेरी खवाहिश थी की मै तेरी बाहों में रहूँ..)

**********************************************
मै तेरे दिल में रहूँ या तेरी आँखों में रहूँ,
ज़िन्दगी बन के सनम मै तेरी साँसों में रहूँ,
मै तुम्हे सोचती हूँ करवट करवट,
मेरी खवाहिश थी की मै तेरी बाहों में रहूँ !!
**********************************************
**********************************************
Main Tere Dil Mein Rahun Ya Teri Aankhon Mein Rahun,
Zindagi Ban Ke Sanam Main Teri Sanson Mein Rahun,
Main Tumhe Sochti Hun Karwat Karwat,
Meri Khawahish Thi Ki Main Teri Bahon Mein Rahun...
**********************************************

Wapas Bachpan Aaj Laa De Maa..(वापस बचपन आज ला दे माँ..)

***********************************
ला दे वापस मेरा बचपन तू,
मेरी गुडिया देदे प्यारी माँ !

मेरी सखियाँ आज ला दे तू,
वापस बचपन आज ला दे माँ !

मै थी गुडिया कभी तेरी प्यारी,
अपनी गुडिया गले लगाले माँ !

आज ऐसे गले लगाले तू माँ,
दिल की प्यास बुझा दे प्यारी माँ !

अश्क रुकते नहीं क्यूँ आज मेरे,
अश्क को मोती तू बनादे माँ !

याद आया है वो ज़माना मुझे,
गोद में तेरी जब मै खेली माँ !

आज मै गोद में तेरी सो जाऊं,
ता क़यामत उठूं ना मेरी माँ !!

***********************************
***********************************
Laa De Wapas Mera Bachpan Tu,
Meri Gudiyaa  Dede Pyaari Maa,

Meri Sakhiyaan Aaj Laa De Tu,
Wapas Bachpan Aaj Laa De Maa,

Main Thi Gudiyaa Kabhi Teri Pyari,
Apni Gudiya Gale Lagale Maa,

Aaj Aise Gale Lagale Tu Maa,
Dil Ki Pyaas Bujha De Pyari Maa,

Ashq Rukte Nahi Kyun Aaj Mere,
Ashq Ko Moti Tu Banade De Maa,

Yaad Aaya Hai Wo Zamaana Mujhe,
Goad Mein Teri Jab Mein Khelli Maa,

Aaj Main Goad Mein Teri So Jaun,
Taa Qayaamat Uthu Na Meri Maa.
***********************************

Harr Ek Rishta Is Jamane Se Tod Jaungi..(हर एक रिश्ता इस ज़माने से तोड़ जाउंगी..)

*************************************************
एक दिन मै भी कफन ओढ़ जाउंगी,
हर एक रिश्ता इस ज़माने से तोड़ जाउंगी,
जितना जी चाहे सता लो मुझको अभी,
एक दिन रोता हुआ सबको छोड़ जाउंगी !!
*************************************************
*************************************************
Ek Din Mai Bhi Kafan Odh Jaungi,
Harr Ek Rishta Is Jamane Se Tod Jaungi,
Jitna Ji Chahe Sata Lo Mujhko Abhi,
Ek Din Rota Hua Sabko Chor Jaungi.
*************************************************

Kahin Chalak Jaye Na Aansu..(कहीं छलक जाये न आँसू..)

*************************************************
हंसी लबों पे और आवाज़ में खनक रखतें हैं,
दिल में दबा के दर्द जुबान पे प्यार रखतें हैं,
कहीं छलक जाये न आँसू डरते हैं हम,
इसलिए हर वक़्त होंठों पे मुस्कान हम रखतें हैं !!
*************************************************
*************************************************
Hansi Labon Pe Aur Awaaz Mein Khanak Rakhtein Hain,
Dil Mein Daba Ke Dard Juban Pe Pyar Rakhtein Hain,
Kahin Chalak Jaye Na Aansu Darte Hain Hum,
Isliye Har Waqt Honthon Pe Muskaan Hum Rakhtein Hain.

Tumhe Dekh Kar Ek Gazal Likh Rahi Hun..(तुम्हे देख कर एक ग़ज़ल लिख रही हूँ..)

*************************************************
दीवानी हुई कोई आपकी अभी अभी,
खिज़ां में जिक्र होने लगा बहारों का अभी अभी !

दामन सजा समुन्दर ये भी डूबेगा तेरी आगोश में,
एक और सूरज उग रहा है यहाँ अभी अभी !

दिल की बात पूरी हो जाये तो शौंक से चले जाना,
तुम्हे देख कर एक ग़ज़ल लिख रही हूँ अभी अभी !

चलो एक बार और नज़रें मिला के पिला दे,
साकी तेरी शराब का नशा उतरा है अभी अभी !!
*************************************************
*************************************************
Deewani Hui Koi Aapki Abhi Abhi,
Khizan Mein Ziqr Hone Laga Baharo Ka Abhi Abhi..

Daaman Saza Samunder Ye Bhi Dubega Teri Aagosh Mein,
Ek Aur Suraj Ug Raha Hai Yahan Abhi Abhi..

Dil Ki Baat Puri Ho Jaye To Shauk Se Chale Jana,
Tumhe Dekh Kar Ek Gazal Likh Rahi Hun Abhi Abhi..

Chalo Ek Bar Aur Nazarein Mila Ke Pila De,
Saki Teri Sharaab Ka Nasha Utra Hai Abhi Abhi..
*************************************************

Apni Yaadon Se Tujhe Tadapa Denge..(अपनी यादों से तुझे तड़पा देंगे..)

ग़मों की आँच को बिन शोलों के भड़का देंगे हम,
अपनी यादों से तुझे तड़पा देंगे हम,
इतनी तो ताकत है हमारी मोहब्बत में,
अपना दिल तेरे सीने में धड़का देंगे हम !!
*************************************************
Gamon Ki Aanch Ko Bin Sholo Ke Bhadaka Denge Hum,
Apni Yaadon Se Tujhe Tadapa Denge Hum,
Itni To Takat Hai Hamari Mohabbat Mein,
Apna Dil Tere Sine Mein Dhadaka Denge Hum..
*************************************************

Sham Chura Loun Agar

Gazal mein bandishein alfhaaz hi nahi kaafi
jigar ka khoon bhi chahiye kuchh asar ke liye
tumhare deedaar ka mousam bada suhana lage mujhe
main ek shaam chura lu agar tuje bura na lage

Woh Pehli Mulaakat

WOH PEHLI MULAAKAT,WOH PEHLI MUSHKURAHAT
WOH PEHLI GUFTAGU, WOH HASEEN PAL
WOH APNAAPAN, WOH CHAAHAT KA EHSAAS,
WOH DIL KI TADAP ,WOH NAAYAAB YAADEN
BAS INHI YAADON KE SAHAARE JEE RAHE HAIN HUM
AUR INHI PALON KE LIYE MAR MIT SAKTE HAIN HUM

Kahi Door Koi

Kahi Door Koi Shaks Raat Bhar Geet Gaata Raha,
Tera Milna Mujhko Yaad Aata Raha,
Usne Yun Chhed Diya Mere Dil Ka Taar,
Der Tak Har Taar Tharrata Raha.

Dil ki har harkat

Dil ki har harkat par najar thi hamari,
fir bhi na jane kab unka ho gaya,
bithaye lakho pehre hifazat me uski,
fir bhi na jane kab kese chori ho gaya.

Aisi hoti hai halat meri

Jab bhi hota hai uske chuwan ka ehsaas
Mit jaati hai meri har pyaas
Nazar se kabhi na ojhal ho jo
Rukne lagti hai meri pyaas
Aisi hoti hai halat meri
Jaise padi ho zindaa laash
Bas gayi meri ruh mein
Chahoon rehna har pal uske paas
Pal bhar ki judaii lagti hai
Jaise ho gaya ho mujhe banwaas
Samajh nahi paata iss rishte ko
Jisme hamesha milti hai pyaas

Laut kar ana bhi bhool jao

Laut kar ana bhi bhool jao, itne duur mat jana
Chaah kar bhi na palat pao, itne duur mat jana

Ye faaslay har rabta bhi phir torr dain
Mere bad tum mujhe bulao, itne duur mat jana

Tumhari har baat pe hai dil ko aitebar
Zaroorat pare ke yaqeen dilao,itne duur mat jana

Waqt ke saath har umeed hi mar jaye
Ye bhi ke tum wapis aao,itne duur mat jana

Kuch na baaqi rahe phir humaray darmiyan
Har yaad ko tum bhulao,itne duur mat jana

Chhup gaye wo

Chhup gaye wo jakar kahi shayad hame satane ko,
lekin ham unki yaad me bhool gaye jamane ko,
koi unhe jakar ye bata de ki,
tarste hain ham unki ek jhalak pane ko.

Jab ham nahi

Jab ham nahi honge to hame yaad karoge,
sabse hamari baate hamare baad karoge,
Jab nahi milega hamare jesa koi,
tab hamse milne ki fariyaad karoge..

Deedaar-e-ishq

Aapki yaado ka diya apne andhere ghar ki dehleez pe jalaye baithe hai,
aapke intezaar me palke bichaaye baithe hai,
zara nazre inaayat idhar bhi kar de zaalim..
bekhudi me raat din khud ko jalaaye baithe hai.

Tuesday, December 21, 2010

Masoom apke chehre ne

Aapki aankho ki kashish ne hai ye mujhko ehsaas dilaya
Masoom apke chehre ne dil mein ek khwab jagaya
Kami si hai kisi ki mere iss jeevan mein ye dil ne farmaya
Jab hue tanha, tanhayee ne humein aapka ehsaas karaya
Khayalo ki manzil mein jisi talaash humne
Khuda ne shaklo-shurat se hai tumhe banaya
Dundle se uss aks ka jiske karte the hum intezaar khwabon mein
Aaj humein zindagi ne use aapke roop hai humse milaya

Aakhri Baar Milo Aise Keh

Aakhri Baar Milo Aise Keh Jaate Hue Dil,
Raakh Ho Jayein Koi Aur TaQaza Na Karein,
Chalk E Wada Na Sile, Zakham-E-Tamanna Na Khule,
Saans Humwaar Rahe, Shama Ki Lau Tak Na Hile,
Baatein Bas Itni Ke Lamhe Unhe Aa Kar Gin Jayein
Aankh Uthe Koi Ummid To Aankhein Chhin Jayein,
Us Mulakat Ka Ab Koi Wahem Nahi,
Jisse Ek Aur Mulakat Ki Soorat Nikle

Tohfa mohabbat ka

Pyaar me milati hai lambi judai,
pyaar me milati hai sanam ki bewafai,
ye to tohfa hai mohabbat ka mere dost,
pyaar me milte hain "aansu ,dard or tanha

Aapke intezaar me saari raat

Saari raat aanko hi aankho me bita de,
aapke intezar me palke bicha de,
ab berukhi na dikhaaiye aap kyuki,
ab to bas jaan hi baaki hai kahi wo bhi na hum luta de

Iis dil me basi

Iis dil me basi tumhari tasveer hai,
har taraf tumhari yadon ka saya hai,
mana ki tum door sahi hamse,to kya hua,
hamne tumhe apne paas hi paya hai.

Us dabi hui

Us dabi hui chingaari ko shay mat do ,
jisko chupaane k liye muskuraahat ka rang daala hai,
chalak pada jo kabhi haal-e-dil paymaane se,
to khuda jaane kaisi kayamat hogi.

Ruth Kar

Ruth Kar Aap hame Bhulane Lage,
Itne Dur Hue Ke Bahut Yaad Aane Lage,
kaise Bhuladu Aapko Ek Pal Main,
jab Aap jaise Dost Paane main hame Zamane lage..

Tujhe Chu kar

Tujhe chu kar laga jaise ki
meri ruh ki janmo ki talas mit gayi,
bus ek tu he hai mere jism aur jahan main
baaki iss jahain ki saari yaad mit gayi.

Apna bana liya

Teri uss chuan ka asar humne mahsoos kiya hai,
jisne ek pal main sare gamo ko mita diya hai,
ye kya hunar baksa hai khuda ne tujhe,
ki tune uin chuan kar meri rooh ko apna bana liya hai

Panaho main unki

Panaho main unki duao sa asar hota hai,
uss ek pal main jannat pe yakin hota hai,
aagosh main unke soraj bhi chand ban jaye,
jahain ke her gum ka javab bas unki ek nazar hota hai

Aye meri jindagi

Aye meri jindagi tujhe kis tarah main chahun
main teri hun sirf teri tujhe kis tarah bataun
bas yehi dua khuda se raat din manayun
is jahan se main teri baahon mein hi jaun

Alvida to kaha hota

Kaise jiyenge tum bin, ye khayal to kiya hota,
jo dard saha humne vo kabhi tumne bhi saha hota
bas chal diye daaman chuda ke, begano ki tarah
kam se kam hass ke bar alvida to kaha hota.

Chahata huin teri parchai rango

Chahata huin teri parchai rango se bharna,
chahata huin teri tanhai suro se sazana,
per majboor huin, khuda to nahi huin main,
phir bhi chahata huin teri ankh main aasu khusi ka banna.

Teri ankhoin ke samander

Teri ankhoin ke samander main hum doob jayenge,
itna mat chalkao inhe hum toot jayenge,
le le kwaab tu meri ankhoin se aur muskura,
tu hai to meri ankhoin main kwaab aur ban jayenge

Teri hasi

Teri hasi sun ke zindagi gungunane lagti hai,
teri hasi sun ke ankh jhilmilane lagti hai,
bhula diya hai hasna hain jahain ki berukhi ne
hasi teri sun ke hasi hamain ane lagti hai.

Ye bariss ki booinde

Ye bariss ki booinde phir se vo waqt layin hain,
jab uski dosti ki yadain dohraye jaati hain,
kurbaan ho gaya vo insaan dosti ki raah per,
uski yaad main aaj phir se aankhain bhar aye hain

Mausam sajaye aur baharo ko bulayenge

Zindagi ki khusbu ho, her lamha tumse he sajayenge,
raaz na ho koi, her ankahi baat tumse he batayenge,
kab se intjaar main hain aankhain, dhadkan ghabrati hai
aa jao sanam to aaj fir hum mausam sajaye aur baharo ko bulayenge

Trakkiyan - Baljit Malwa 2010

talaak baljit malwa

Baljit Malwa & Rani Randeep - Nazaara

Baljit Malwa - ik kudi

GIPPY GREWAL HALLAT

Gippy Grewal - Baari

Gippy Grewal - Rakh Haunsla

Gippy Grewal & Yudhvir Manak songs - Kini Sohni

Monday, December 20, 2010

Fashion - Deep Dhillon - Sudesh Kumari And Jaismeen Jassi


Sudesh_Kumari_-_Shartan

Beparwah - Deepak Dhillon



Vatna_Nu

Punjabi--and u know it - DCS


Pind_Diyan_Yadan

Mar Jawan Gur Khake (2010)



Santokh_Singh_-_Kade_Chan_Banke

Facebook - Bill Singh


Yaad

Birthday - Lovely Nirman And Parveen Bharta



Tera_Pind

Chann Makhna - Gursewak Soni


Yaadan

Yaar Anmulle - Sharry Maan


Yari_Da_Vaasta

Pajero - Veer Sukhwant And Miss Pooja

Sheesha - Malkit Bulla


Sheeshe_Wangu

Punjabi Most Wanted - Various



Surjit_Sagar_And_Blitz_-_Nain

Jadoo - Sukshinder Shinda




Sons_Of_Punjab

Dil Cho Bhulauna - Ranjit Rana



Sehar

Close 2 Me - Geeta Zaildar



Sumander

Maahi - My Love - (Various)



Sabar_Koti_-_Tutte_Pateyaan_Da

Hyper - Popsy



Gal_Sunle_Sohniye

Ambron Tutteya Taara - Nirmal Nimma



Ujjar_Ujjar_Ke