Tuesday, December 21, 2010

Apna bana liya

Teri uss chuan ka asar humne mahsoos kiya hai,
jisne ek pal main sare gamo ko mita diya hai,
ye kya hunar baksa hai khuda ne tujhe,
ki tune uin chuan kar meri rooh ko apna bana liya hai

0 comments:

Post a Comment